sunakal
Charo taraf dekho yaro pada hai sunakal,
Bahar Jane aane ka bana bda sawal
Shahro ki sadko ka aisa ho Gaya hal
Charo taraf dekho yaro pada hai sunakal
Garibo ki bhukhmari ka badh gya jawal
Fasa hua inshan ki halat ho gaya burahal
Charo taraf dekho yaro pada hai sunakal
Comments
Post a Comment